0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z


navigation
news news
top50 top 50


» home » Atif Aslam » Doorie » Hum Kis Galin Ja Rahein Hain lyrics
Artist: Atif Aslam
Album: Doorie (2006)
Title: Hum Kis Galin Ja Rahein Hain

Lyrics Hum Kis Galin Ja Rahein Hain

hum kis galin ja rahein hain - 2
apana koyi thikaana nahin - 2

armaano ki anjuman mein besud hain apani lagan mein
apana koyi fasaana nahin - 2
ye yi ye yi ye yi ye...o o o o o o o... - 2

(ek ajnabi sa chehara, rehata hain meri nazar mein
ek dard aa ke thehara din raat darde jigar mein) - 2
jaagi hain kaisi talab si, ye aarajoo hain ajab si
lekin kisiko bataana nahin - 2
hum kis galin ja rahein hain - 2
apana koyi thikaana nahin - 2

(betaabiyaan hain pal pal chayaa ye kaisa nasha hai
khaamoshiyon mein sada hosh bhi gumshuda hai) - 2
dar dar ka ghumata hai, masti mein kyon jhumata hai
deewaane dil ne jaana nahin - 2
hum kis galin ja rahein hain - 2
apana koyi thikaana nahin - 4


artist
song
album